iklan banner

Paytm Kaise Use Kare - How To Use Paytm In Hindi पेटीएम कैसे यूज़ करे

Dosto aaj ki iss post mein hum aapko batayenge paytm kaise use kare ya paytm kaise kare or how to use paytm in hindi पेटीएम कैसे यूज़ करे waise toh dosto paytm ko use karne ka tarika jyada tar logo ko pata lekin phir bhi aap use sahi se prayog nahi kar paate honge aur aapki aisi he confusion ko door karne ke liye aapko humara ye article pura padna chahiye aur janna chahiye ki paytm kaise use kare paytm karo ads se.
Paytm Kaise Use Kare - How To Use Paytm In Hindi पेटीएम कैसे यूज़ करे

Friends waise toh kuch saal pehle paytm ko koi nahi janta tha lekin aaj kal Bharat ke Prime Minister Digital India ko itna jor de rahe hai ki paytm jaisi e-wallet company ka naam har kisi juban par aa gaya hai.(aap pad rahe hai paytm se paise kaise kamaye, paytm kaise use kare in hindi, paytm use karne ka tarika hindi me, free mobile recharge kaise kare, how to use paytm wallet in hindi, net banking kaise kare, myhelplive par.)



Dosto iss samay humara desh Digital Kranti mein jal raha hai aur upar se Reliance Jio jaisi telecom company ne Free 4G Internet, Free Voice Call and Free Video Call jaisi suvidhao ko free dekar iss aag mein Ghee ka kaam kar diya.

Iss samay Bharat mein Notebandi chal rahi jisme 500 aur 1000 rupay ke Note band ho gaye hai aur cashless transaction ka chalan kai guna tak bad gaya hai. Iss cashless India ka ek hissa Paytm jaisi company bhi hai. Aayiye jante kya hai paytm wallet aur paytm wallet ka use kaise karte hai.

Paytm Wallet Kya Hai - What is Paytm Wallet In Hindi

Dosto paytm ek e-wallet company hai iske sath he ek e-commerce company bhi hai. Ise 2010 mein Vijay Shekhar Sharma ne banaya tha aur iska Head Quarter Noida (Uttar Pradesh) mein hai aur Iski registered company One97 Communications hai.




Ab aap soch rahe honge ye E-Wallet kya hota hai toh hum aapko short mein ye bhi bata dete hai. Dosto e-wallet ek prakar ka batuaa (pocket) hota hai jo aapke Mobile ya Computer par uplabdh hota hai. Isme hum apne bank account se kuch rupay daal kar uska use online shopping, recharge and kai tarah ke payment mein kar sakte hai hai.
(aap pad rahe hai paytm se paise kaise kamaye, paytm kaise use kare in hindi, paytm use karne ka tarika hindi me, free mobile recharge kaise kare, how to use paytm wallet in hindi, net banking kaise kare, myhelplive par.)

Paytm Se Profit Labh Kya Hai - Free Cashback

Paytm wallet se time aur paise dono ka profit hota hai. Isse aap ghar baithe internet bill, electricity bill, water bill, gas bill aur online shopping kar sakte hai isse aapka time bach jata hai. Paytm time-time par aapko online payment karne par kuch percent (10%-50%) cashback bhi deta hai isse aapko rupay ki profit hoti hai.

Paytm Ko Use Karne Ke Liye Kya Kya Chahiye

Dosto iske liye aapke pass ek smartphone hona jaruri hai. agar aapke pass mobile nahi hai toh aap iska use computer par kar sakte hai.

Paytm Ka Use Kaise Karte Hai

Ab time hai ki hum aapko bataye ki iska prayog kaise hota hai chaliye jane:

  • Sabse pehle aapko Paytm.com par Sign Up par click kare.
  • 1. Iske baad ek pop up window open hogi usme Sign Up par click kare.
Paytm Account Kaise Banaye
  • 2. Apna Mobile Number daale.
  • 3. Apni Email-ID daale. 
  • 4. Apna koi naya Password daale. (Isko aap yaad kar le.)
Account banane ke liye aap Mobile Number aur Email Id Dono ka use kare taaki future mein aapko kisi bhi tarah ki dikkat na ho.
Ab Ek New Window open hogi jisme aapse OTP maanga jayega jo aapke mobile number par aaya hoga.
Paytm Wallet Kaise Banaye

  • 1. Apna OTP daale.
  • 2. Apna First Naam daale.
  • 3. Apna Last Naam daale. (Caste)
  • 4. Apna Gender chune.
  • 5. Ab Create Your Paytm Wallet par click kare.
Ab aapka Paytm Wallet Ban. chuka hai bas aapko Verify karna hai aur verify karne ke liye aage padte rahiye.
Paytm Wallet Verify Kaise Kare
  • 1. Ab sabse upar right side mein aapka naam likha hoga. Uss par Click kare
  • 2. Uske baad View Profile par Click kare.
Ab ek new window open hogi.

Paytm Use Kaise Karte Hai

  • 1. Personal Info par Click kare.
  • 2. Uske baad Verify Email par Click kare.
Dosto ab apni Email id ka Inbox open kare wahan par ek Paytm ki Mail aayi hogi use Open kare.
How To Use Paytm In Hindi

  • 1. Ab jo mail hai umse Click Here par Click kar de.
Friends ab aapka paytm wallet puri tarh se ready hai aur ab waqt hai ki isko use kaise kare chaliye hum aapko Mobile Recharge Karna Sikha dete hai.

Dosto ye maine aapko Computer ke maadhyam se e-wallet paytm ka account banana btaya hai aap apne mobile mein paytm app ke maadhyam se bhi account bana sakte hai bilkul isi tarike se bas apna common sense use karte rehna.

MyHelpLive Tips: Dosto yahan mai aapse yahi kahunga ki online faud se bachane ke liye kewal Trusted Yaani Registered Company ke e-wallets he use kare. Taaki Aapka kisi prakar ka nuksan na ho.

Dosto aapko humara ye article " paytm kaise use kare ya how to use paytm in hindi पेटीएम कैसे यूज़ करे " kaisi lagi aap hume Comment ke jariye jarur bataye.
Aur agar aapke mann mein koi sawaal hai toh Comment kare.




Tags: paytm se paise kaise kamaye, paytm kaise use kare in hindi, paytm use karne ka tarika hindi me, free mobile recharge kaise kare, how to use paytm wallet in hindi, net banking kaise kare, atm card kaise use kare, paytm se recharge kaise kare, paytm kaise kaam karta hai, atm card kaise use kare, paytm detail in hindi.

Humari Post Ko Padne Ke Liye Aapka Dhanyawaad !
Jay Hind ! Jay Bharat
Previous
Next Post »

1 comments:

Click here for comments
Unknown
admin
December 29, 2017 at 3:07 AM ×

apke blog pe ad kyu nahi aati

Congrats bro Unknown you got PERTAMAX...! hehehehe...
Reply
avatar