Namaskar Mitro aaj ke iss article aap janege ki online mobile recharge kaise kare ya online mobile recharge kaise karte hai ya paytm se mobile recharge kaise kare dosto maine apni pichali post mein digital e-wallet ke baare mein bataya tha aur iska ek example paytm ke baare mein bhi bataya tha. Aur Aaj hum batayenge ki online paytm se mobile recharge kaise karte hai hindi me.
(aap pad rahe hai paytm se paise kaise kamaye ya online mobile recharge karne ka tarika hindi me or net banking kaise kare, ya atm card kaise use kare myhelplive par.)
Dosto aapko humara ye article " online mobile recharge kaise kare ya paytm se mobile recharge karne ka tarika hindi me " kaisi lagi aap hume Comment ke jariye jarur bataye.
Aur agar aapke mann mein koi sawaal hai toh Comment kare.
Tags: paytm se paise kaise kamaye, online mobile recharge karne ka tarika hindi me, free mobile recharge kaise kare, net banking kaise kare, atm card kaise use kare, paytm se recharge kaise kare, online recharge kaise kare.
(aap pad rahe hai paytm se paise kaise kamaye ya online mobile recharge karne ka tarika hindi me or net banking kaise kare, ya atm card kaise use kare myhelplive par.)

Dosto online mobile recharge karne ke kai tarike hai lekin hum aapko paytm se recharge karna sikhayenge. Ab aap kahoge ki paytm he kyo toh mai aapko bata du ki paytm iss time mein India ki sabse badi mobile recharge karne wali company hai aur saath he ye ek trusted company hai jiske dwara hone wale transaction bilkul safe hote hai. (aap pad rahe hai paytm se paise kaise kamaye ya online mobile recharge karne ka tarika hindi me or free mobile recharge kaise kare ya net banking kaise kare, atm card kaise use kare ya online paytm recharge kaise kare myhelplive par.)
Waise isi tarah se aap aur bhi website ya e-wallets ka use karke online mobile recharge kar sakte hai.
Yahan mai aapko kuch Trusted Mobile Recharge Karne Wali Sites Aur E-Wallets bata raha hu.
Online Mobile Recharge Se Kya Laabh Hai
Ab aapke mann mein ek sawaal aaya hogi ki iss tarah se recharge karne ka kya fayda hai aur isse toh achha hai ki hum market se recharge karwa le ?
Toh dosto aapko mai bata du ki ye saari company apni site se recharge karne par aapko kuch Percentage ka CashBack bhi deti hai jisse aap dobara phir se recharge ya shopping kar sakte ho.
Aur saath he aapka time bachega yaani aapko market nahi jana padega recharge karwane ke liye.
Kya Kya Chahiye Hota Hai Online Recharge Karne Ke Liye
- 1. Sabse pehle aapke pass ek smartphone ya computer hona chahiye.
- 2. Internet ki suvidha bhi ho kyoki bina internet ke aap recharge wali sites ya apps kaam nahi karte.
- 3. ATM Card (Credit/Debit Card) ya e-Wallet mein aapke pass paise ho.
- 4. Agar aapke pass Internet Banking hai toh aap uska bhi use kar sakte hai.
- 5. Aapke Bank Account mein Registered Mobile Number OTP ke liye.
(aap pad rahe hai paytm se paise kaise kamaye ya online mobile recharge karne ka tarika hindi me or free mobile recharge kaise kare ya net banking kaise kare, atm card kaise use kare ya online paytm recharge kaise kare myhelplive par.)
Online Mobile Recharge Kaise Karte Hai
Dosto ab waqt hai ye janne ka ki online mobile recharge kaise karte hai chaliye jane:
- Sabse pehle Paytm.com ko open karo.
- Uske baad Login Par Click karo.

- 1. Apna Mobile No. daale ya apni Email ID.
- 2. Ab Apna Paytm Password daale.
- 3. Ab Seure Login par Click Kare.
Dosto Ab ek nayi window open hogi.

- 1. Sabse pehle ye choose kare ki aapka Mobile kon sa hai Prepaid ya Postpaid. (Dosto prapaid woh hota hai jise hum recharge karte hai aur postpaid woh hota hai jiska bill aata hai.)
- 2. Apna Mobile Number daale. (Jis number par aapko recharge karna hai woh wala number.)
- 3. Apni Sim Card ka Operator Select kare. (Jaise maine vodafone select kiya.)
- 4. Ab apni Amount Daale jitne ka aap recharge karna chahate hai.
- 5. Proceed to Recharge par Click kare.
Ab phir se ek new window open hogi.

- Agar aapke pass koi Promo Code ya Coupon Code hai toh
- 1. Have A Promo Code par Click Kare.
Ab phir se ek nayi window khulegi yahan aapko apna Coupon Code daalna hoga.

- 1. Apna Promo Code daale. (Promo Code/Coupon Code)
- 2. Ab Apply par Click kare.

- 1 Apna Cash Amount dekhe.
- 2. Proceed To Pay pat Click kare.

Sabse pehle ye decide kare ki aapko kiske through payment karna hai. Maine yahan Debit Card choose kiya kyoki aksar log debit card he use karte hai.
- 1. Apna Debit Card Number Daale.
- 2. Ab apne Card ki Expiry Date daale.
- 3. Uske baad CVV Number daale (CVV Number aapke Card Ke Piche Likha Hota Hai Ye 3 Digit ka hota hai.)
- 4. Agar aap chahate hai ki ye ssari details ek baar daalni na pade toh yahan Click karke apni details save kar de.
- 5. Pay Now par Click Kare.
Ab OTP ke liye ek New Window khulegi. Ye OTP aapke Uss Mobile Number par aata hai Jo Number aapne apne Bank Account mein Registered karaya hai.

- 1. Apna OTP daale. (One Time Password)
- 2. Ab Submit par Click kare.
Bas Aapka recharge ho gaya hai aapko ek successful message show hoga aur haan aapka Cashback 24-72 Ghanto mein aapke Paytm Wallet mein aa jaygea.
Aap apne recharge ka invoice yaani bill bhi download kar sakte ho.
Dosto ye maine aapko Computer ke maadhyam se recharge kartna btaya hai aap apne mobile mein paytm app ke maadhyam se bhi recharge kar sakte hai bilkul isi tarike se bas apna common sense use karte rehna.
MyHelpLive Tips: Aaj ki tips ye hai ki aap jab bhi online recharge kare toh usse pehle uss website ya app ka Cashback Cuppon check kar le aur cashback cuppon ya offer ke liye coupondunia.in , couponnation.in , couponmantra.com aur couponraja.in/paytm par jaaye aur apna mann pasand offer check kare.
Dosto aapko humara ye article " online mobile recharge kaise kare ya paytm se mobile recharge karne ka tarika hindi me " kaisi lagi aap hume Comment ke jariye jarur bataye.
Aur agar aapke mann mein koi sawaal hai toh Comment kare.
Tags: paytm se paise kaise kamaye, online mobile recharge karne ka tarika hindi me, free mobile recharge kaise kare, net banking kaise kare, atm card kaise use kare, paytm se recharge kaise kare, online recharge kaise kare.
Humari Post Ko Padne Ke Liye Aapka Dhanyawaad !
Jay Hind ! Jay Bharat
Jay Hind ! Jay Bharat
4 comments
Click here for commentsnice article best information rishabh g
ReplyNo more live link in this comments field
ReplyNo more live link in this comments field
ReplyNo more live link in this comments field
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon