iklan banner

Favicon Kya Hai Aur Isko Blog Me Kaise Add ya Change Kare

Dosto Favicon Kaise Change Karte Hai or Favicon kaise Add kare. Aaj hum aapko iss post mein batayenge ki favicon kya hai aur ise kaise upload kare.
Blogger apna Favicon pehle se he laga ke deta hai lekin aap ise baad mein bhi badal sakte hai. Kaise
Blog Favicon Kaise Change Kare

Aapne Favicon aksar apne broser mein dekha hoga ya aap jab kisi website ko bookmark karte hain toh wahan uss site ka favicon icon aata hai.

Favicon(Logo) Kya Hai aur Ye Kyu Jaruri Hai

Favicon two words se milkar bana hai...Favorite+Icon se milkar bana hai. Ye ek choti si 16px*16px ki image hoti hai jise aapne website ke side mein dekha hoga.
Ye image bhale he choti ho lekin hai bade kaam ki ye site mein professional look laati hai aur isse ye bhi pata chalta hai ki kon si site open hai.

Blog Me Favicon Kaise Add/Change Kare

Sabse pehle aap Blogger.com par jaaye aur apni ID log in kare.
Ab Blog ke Dashboard jaaye.
Blog Favicon Kaise Upload Kare


Dashboard >> Layout >> Favicon Edit

1. Layout par click kare.
2. Favicon Edit par click kare.

Ab aapke samne ek naya Pop Up window open hogi.

Favicon Select Kare

  • 1. Ab Choose File par click kare aur apni Favicon File Select kare. (image 100 KB se jyada ki na ho.)
  • 2. Ab Save kar de.

Kuch der wait karne ke baad apna blog open kare aapka favicon upload ho gaya hoga aur naya Favicon show hoga.
Dekha kitna aasan hai Favicon Add karna.

MyHelpLive Tips: Dosto aap log Favicon Laptop/Desktop mein Paint Software par bana sakte ho kyoki aapke dwara banaya gaya Favicon Sabse Unique hoga. Aur aap 100px*100px , 512px*512px... iss tarah ki Image bana sakte ho.
Thank U!

Mai aapko apni next post mein bataunga ki Favicon Kaise Banate hai Paint se.

Agar aapko ye post achhi lagi toh apne dosto aur social media par share jarur kare kyoki jab aap dusaro ki help karoge toh Bhagwaan aapko Help karega. Agar aapko koi baat samjh mein na aayi ho toh Aap apni Problem Comment kar sakte ho.


Previous
Next Post »

3 comments

Click here for comments
Guri
admin
June 23, 2021 at 3:54 AM ×

Thanks for sharing such an amazing information on this website. I appreciate your work and requesting you to please keep posting other articles.
Best Digital Marketing Agency in Punjab

Reply
avatar
Guri
admin
June 23, 2021 at 3:55 AM ×

Thanks for sharing such an amazing information on this website. I appreciate your work and requesting you to please keep posting other articles.
Get Technology Updates on Crazy To Tech

Reply
avatar
Edward
admin
October 18, 2021 at 8:10 AM ×

Helpful Guide for me. Thanks for Sharing!

Reply
avatar