Namskar Dosto aaj me aaapko iss article mein btaunga ki online internet se paise kaise kamaye 5 tarike hindi me. Waise to internet par hajaro lakho tarike hai jinse hum online ghar baithe paise kama sakte hai lekin inme se jyadatar fake aur spam hote hai. Isliye hum aapko kewal legal aur original tarike batate jinse aap 100% paise kama sakte hai.
Friends internet se online paise kamane ke kai tarike hai jinme se kuch aapko bhi maloom ho sakte hai ya aapne suna hoga jaise online survey, sell product online, technical support etc. lekin aaj hum aapko details se kuch tarike batate hai jinse aap rupay kama sakte hai chaliye ab topic par aate hai online internet se paise kaise kamaye 5 tarike hindi me.
Aap inn sites ka use kar sakte hai:-
Aur rahi baat payment ke liye to aap online transaction platform ka use kare jaisa ki maine upar bataya tha.
Friends internet se online paise kamane ke kai tarike hai jinme se kuch aapko bhi maloom ho sakte hai ya aapne suna hoga jaise online survey, sell product online, technical support etc. lekin aaj hum aapko details se kuch tarike batate hai jinse aap rupay kama sakte hai chaliye ab topic par aate hai online internet se paise kaise kamaye 5 tarike hindi me.
5 Ways To Make Money Online In Hindi
Humari Team ne kaafi research karke kuch best tarike nikale hai jinke baare mein padkar aap apne talent se online paise kama sakte hai.
1. Blog / Website Se
2. Youtube Par Video Upload Karke
3. Online Writer Bankar
4. Images Bech Kar
5. Blog / Site Ki Template Theme Bech Kar
1. Blog / Website Par Ads Lagakar
Dosto ab tak sabse best tariko mein se ek hai aapko agar blog / website banani nahi aati hai toh koi baat nahi iske baare mein aap Google se bahut saari jankari mil jayegi. Blog banana bahut kathin kaam nahi hota hai aapko kewal Blogger.com ya Wordpress.com par jaisi site par jakar apna account banana hai uske baad jab aapki site par bahut sara traffic aane lage tab uss par Google Adsense ke Ads lagane hote hai aur jab inn ads par koi click karta hai tab aapki earning hoti hai aur aap paisa cheque ya EFT se le sakte hai.
(aap pad rahe hai online internet se paise kaise kamaye 5 tarike hindi me ya online rupay kaise kamaye myhelplive par)
Blogger Par Account Banaye
Sabse pehle aapke pass ek Gmail Account hona chahiye kyoki blogger, Google ki he ek service hai isliye Gmail ID se blogger par direct Sign In kiya ja sakta hai. Uske baad aap koi Blog Create kare aur usme ek achha sa template set kar le.
Writing Skill Achhi honi Chahiye
Dosto Blog / Website banane se pehle itna jarur soch le ki aapki writing skill kaisi hai. Aapka mann artcile likhane mein lagta hai ya nahi. Agar aapka mann article likhane mein lagta hai toh phir aap kisi bhi topic par likhana start kar sakte hai.
Adsense ya Kisi aur Ads Company Me Sign Up Karke Apply Kare
Jab aapke pass achha khasa traffic aane lage tab aap Google Ads ya Kisi Aur Company Mein Apply Kare aur jab uska account approve ho jata hai tab uske ads apni site par laga de. Iss tarah se aap paise kama sakte hai.
2. Youtube Par Video Upload Karke
Friends agar aapko Video banane ka sauk hai ya aap comedy achhi karte hai ya aap kisi product ka review achha kar lete hai etc. toh mere khyaal se Youtube se achha koi platform aapke liye ho he nahi sakta hai.
Youtube par ek channel banaye aur uske baad use Google Adsense se Monetize kar de. Jab video dekhate time aapki video mein ads show honge usse aapko paise milenge.
Youtube par ek channel banaye aur uske baad use Google Adsense se Monetize kar de. Jab video dekhate time aapki video mein ads show honge usse aapko paise milenge.
(aap pad rahe hai online internet se paise kaise kamaye 5 tarike hindi me ya online rupay kaise kamaye myhelplive par)
3. Online Writer Bankar
Agar aap ek achhe writer hai aur aapko likhane ka bahut shauk hai ya aapke pass koi Kahaani hai puri duniya ko batane ki ya phir aapke andar dusaron ke liye artcle likhane ka talent hai to aap online author / writer bankar paise kama sakte hai.
Isme aap shayari, chutkucle, geet, story ya novel likh sakte hai. Aap online MS Word mein likh kar ya PDF file banakar online sell kar sakte ho jise ab e-book kaha jata hai. Aap apni likhi hui book bhi online sell kar sakte ho ya kisi publisher ko bhi bech sakte ho.

Book Online Kaise Hogi ?
Jab aapki likhi hui book complete ho jaye tab aapko kahin aur jane ki koi jarurat nahi aap inn website ka use karke unhe online kar sakte hai.Aap inn sites ka use kar sakte hai:-
1. Pothi.com
Payment Kaise Milegi ?
Jab koi website aapko aapki book ke liye achhe paise de toh aap use apni book ke copyrights bech sakte ho.
Aap agar kisi sites ko apni book nahi bechana chahate ho tab aap apni khud ki website banakar ek nishchit price par use apni site par bech sakte ho.
(aap pad rahe hai online internet se paise kaise kamaye 5 tarike hindi me ya online rupay kaise kamaye myhelplive par)
Payment ke liye aap online transaction company PayPal.com ya koi other platform ka use kar sakte ho. Aap e-wallets ka bhi use kar sakte ho. India mein aaj kal Paytm.com , Freecharge.com , Mobikwik.com jaise e-wallets ka sabse jyada use ho raha hai.
4. Images Bech Kar (Photography)
Dosto agra aap photo khichane lene mein mahir hai aur aap ek achhe photographer hai toh aap apni images ki online sell karke bhi online paise kama sakte hai.
Professional Camera Ka Use Kare ya Mobile Camera Ka Use Kare
Agar aap finencially taur par majboot hai yaani aapke pass paise se related koi problem nahi hai toh aap market se ek achhe camera ko kharid kar photo shoot start karke online rupay kama sakte hai.
Lekin Agar aapke pass paise ki samasya hai toh aap apne smartphone ko he apna professional camera bana sakte hai. Aap kisi bhi category ki pics click kar sakte hai jaise wildlife, pet animal, nature, weddings, graphics etc.
Jab aapke pass kuch images ho jaye tab aap inn websites par apni images ko bech sakte hai.
Images Sell Karne Ke Liye Aap Inn Sites Ka Use Kar Sakte Hai :-
Ye aapke talent par nirbhar karta hai ki aapko kitne paise milenge. Lekin aapki photo jitni achhi hogi log unhe utna he jyada pasand karenge aur utne achhe drupay milenge.
(aap pad rahe hai online internet se paise kaise kamaye 5 tarike hindi me ya online rupay kaise kamaye myhelplive par)
Aapki jankari ke liye bata du ki jin logon ko iss field mein 4-5 saal ho gaye hai aaj unhe 1-2 photo mein lakho rupay tak mil jate hai.
Aur rahi baat payment ke liye to aap online transaction platform ka use kare jaisa ki maine upar bataya tha.
5. Blog / Website Ki Template Bana Kar
Mitro agar aapne web designing languages ka koi achha sa coarse kiya hai aur aapko HTML, JAVA, C++ etc. languages aati hai to aap template design karke unhe online sell kar sakte hai.
Har kisi website owner ya blog owner ko achhi se achhi template ki jarurat hoti hai jo simple dikhati ho. Aise log online template ko kaafi paise dekar kharidate hai. Agar aapke andar aisa talent hai aur aapka programming mein mann lagta hai toh iss kaam ko karke aap online paise kama sakte hai.
Aapne dekha hoga har website ka look alag alag tarah se dikhata hai isi ko template kahate hai. Kuch website owner inhe free download karke use karte hai toh jyadatar log apni site ko cool look dene ke liye inn template ko online $10-$1000 dollar tak mein kharidate hai. Ap My Theme Shop ki website dekh sakte hai.

Theme Designing Karke Paise Kaise Kama Sakte Hai ?
Jab aap achhi template design karna sikh le tab aap use sell kar sakte hai. Aap apni template ko $10-$200 dollar tak mein bech sakte hai.
Agar aapko apni tempate ke $50 bhi milte hai toh aapko lagbhag 3500/- Rupay mil jayenge aur haan ap ek template ko kitni he baar bech sakte ho isme koi pareshani nahi hogi.
Payment ke liye e-commerce sites ki tarah aap apna khud ka online store khol sakte hai aur payment le sakte hai.
(aap pad rahe hai online internet se paise kaise kamaye 5 tarike hindi me ya online rupay kaise kamaye myhelplive par)
Ye thi kuch best tips online paise kaise kamaye 5 tarike hindi me ki. Agar dosto aapke pass ko suggestion hai toh hume jarur bataye jisse hum aapki seva aur behatar banayenge.
Aapki agar koi problem hai toh hum jarur bataye iske liye aap hume Comment kar sakte hai ya humare contact us page par jakar puch sakte hai.
(online paise kaise kamaye, internet se paise kamaye, how to make money online in hindi, how to earn money from internet, online rupay kaise kamaye, online paise kamane ke 5 tarike, jane online paise kamaye ke best tarike hindi me.)
Share Aur Humare Facebook Page ko Like Karna Na Bhule !
MyhelpLive Tips: Dosto mai bas aapse itna kahunga jiss tarah mai blogging karke paise kama raha hu usi tarah aap bhi apne talent ya mann ke hisab se kaam kare kyoki ye aapko bahut aage tak le jayega.
!! Humari Post Ko Padne Ke Liye Aapka Dhanyawaad !!
! Bharat Mata Ki Jay !
2 comments
Click here for commentsBahut hi achhi knowledge diya hai apne pls ek baar mera site dekh ke btaye kaisa look hai.
Replywww.achhipost.com
@Achhipost Thank U ! nd keep visiting www.myhelplive.com
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon