iklan banner

Actor Kaise Bane - How To Become An Actor In Hindi

Dosto har 3 mein se 1 insaan actor banna chahta hai kyoki actor banne se use puri duniya mein jana jata hai sath he sath use bahut sara pyaar aur paisa bhi mil jata hai. Lekin actor banna koi khel nahi hai...iske liye aapko long struggle karna pad sakta hai...Isliye hum aapke liye ye artcle laaye hain ki actor kaise bane - how to become an actor in hindi. (aap pad rahe hai actor banne ka sapna, bollywood me entry kaise kare, acting kaise kare, acting tips in hindi language, model kaise bane, actor banne ke tips in hindi, actor banne ke liye tips, hero banne ke liye kya kare myhelplive par.)

actor kaise bane - how to become an actor in hindi

Acting karna jaise aaj kal ek fashion ban gaya hai. Kai log actor ban toh jate hai lekin ek professional aur safal actor nahi ban pate hai kyoki iske liye bahut saari mehnat karni padti hai bavjood iske log usme success nahi ho paate hain. Kuch log toh apni puri life actor banne mein laga dete hai phir bhi woh actor nahi ban paate hain. Aaj hum aapko iss article mein ek safal actor banne ke liye kya kya karna padta hai detail mein bata rahe hain. abhineta kaise bane

Dosto bollywood ki baat ki jaaye toh hajaaro log roj mumbai jaate hai actor model celebtity banne ke liye lekin unme se kuch he success ho paate hai. Humari kuch tips aur jankari se aap iss career mein safal ho sakte hai.

Actor Banne Ke Liye Kya-Kya Chahiye

Ye ek aisa career hai jisme aap bina talent ke aage nahi bad sakte hai. Friends waise toh model ke liye aapki body jyada mayne rakhati hai lekin actor mein aisa bilkul bhi nahi hai. Actor banne ke liye aapko acting aani chahiye kyoki bina acting ke aap kuch nahi kar sakte hai. Kyoki rone ke scene mein aap audience ko rula sake, hasne ke scene mein aap audience ko hasa sake ye sab aapko aata hai toh aap...ek achhe actor ban sakte hai.

Kuch jaruri steps ko hum bata rahe hai aap unko follow karke acting ko apna career bana sakte hai.
Aap pad rahe hai actor kaise bane - how to become an actor in hindi

Acting Class Join Kare

  • Dosto agar aap ek achhe actor banna chahate hai toh aapko acting class join karni chahiye. 
  • Agar aapki age 16-18 ke aas pass hai aur haal he mein aapne 10th ya 12th kiya hai toh aap acting class join kar sakte hai.
  • Aap kisi governmennt ya private Institute/University se Graduates/Acting Diploma/Acting Course bhi kar sakte hai. Inn sabhi mein aapko acting ki bariki samajh mein aa jayegi jisse aap jaldi se kisi role ko accept kar lete hain yaani kirdaar mein ghus jaate hai.

Theatre Join Kare Aur Theatre Join Kare

  • Aaj kal aapko theatre studio har major aur metro city mein mil jayenge. Aap unn theatre mein contact karke unhe join kare.
  • Aur jyada se jyada theatre show kare isse aapki acting aur nikhar jayegi jisse aapko acting karte waqt bilkul bhi hichkichahat ya nervous feel nahi hoga.
  • Theatre Show acting ki first stage hoti hai isliye aapko theatre shows jarur karne chahiye.

Photoshoot aur Portfolio Banwaye

portfolio kaise banate hai - actor kaise bane
  • Dosto ye ek aisa photoshoot hai jo aapko jarur karwana chahiye. 
  • Ye photoshoot har badi city mein bane photo studio mein hota hai. Ye ek proffestional photoshoot hota hai jise Portfolio kaha jata hai.
  • Isme aapke 10-30 alag-alag type ke photoshoot hote hai jo bilkul wallpaper ya kisi actor ki photo jaise lagti hai.
  • Portfolio ke alag-alag charges hote hain phir bhi mere hisab se aapko ye saste waale he karwane chahiye kyoki aapki acting ke aage ye bilkul bhi jaruru nahi hai.
  • Portfolio lagbhag 5000-1000 rupay se start hote hai jo lakhon rupay tak ke hote hai. Iski price achhe aur mahenge studio aur photographer par depent karti hai.

Acting Resume Banwaye

acting resume kaise banate hai

  • Aapne dekha hoga hum jab bhi kisi company mein job ke liye apply karte hai toh woh sabse pehle humse humara resume maangte hai jisse unhe humari qualification aur experience ka pata chal sake. 
  • Thik Yahi baat Film Industry mein bhi lagu hoti hai aur woh aapse kabhi bhi aapka resume maang sakte hai isliye apna jarur banwa le.
  • Resume mein aapki Detail hoti hai...Jaise Aapka Offical naam, Union Affiliations, Aapki Contact Detail, Aapki Qualification, Acting Experience etc. wagaireh dekhi jaati hai.
  • Resume mein apni Personal Information Daalana na bhule Jaise Height, Chest Size etc.
  • Jab bhai aap kisi Film Ke Liye Audition dene jaaye toh apna Resume sath le jaaye.

Acting Practice Jyada se Jyada Kare

  • Jaisa ki dosto maine upar btaya ki jab aap Theatre Join karenge toh usse aapki acting mein nikhar aayega.
  • Agar aap Theatre Join karke chhod chuke hai toh aap regular apni practice karte rahe.
  • Aap Block Buster Movies dekhe unko follow kare aur famous actors ke Dialouges ko follow karke apni practice karte rahe.

Apni Body Aur Personality Ka Bhi Dhyaan Rakhe...

  • Dosto ek Lead Role Actor Banne ke liye aapko apni body ko bhi maintain karna chahiye.
  • Uske liye daily Gym Kare aur apni Body ko fit banaye rakhe.
  • Apne face ko attractive banaye jisse aapko achhe se achha Role mil sake.
  • Waise ek Actor banne ke liye aapki body fit aur attractive hona jaruri nahi hai lekin agar aap Hero wala Role chahte hai toh phir ye sab jaruri hai.

Audition De Aur Ek Achhe Hero Bane

  • Ab waqt hai actor banne ke liye audition dene ka iske liye aap Mumbai jaaye aur production house mein apna Acting Interview de.
  • Aap apni city mein bhi Movies mein Role ke liye Audition de sakte hai.
  • Apne saath apni Portfolio yaani Photos jarur le jaaye.
  • Apna Resume bhi saath le jaaye.
  • Actor Banne Ke liye Aap TV Reality Shows jaise "Cine Star ki Khoj" ke jariye bhi audition dekar actor ban sakte hai.

Last Words & Best Of Luck For Ur Future

Dosto har roj desh videsh se log Mumbai jaate hai Actor banne ke liye jinme se kuch he safal ho paate hai. Isliye apna career soch samajh kar chune. Aur Aaj Kal Film Industry mein aise kaafi frauds hai jo aapko film ka bahana dekar aapse Rupay le lete hai aur aapko film toh kya advertisement mein bhi role nahi dila paate hai. Isliye Aise Thago se saavdhan rahe. Aap pad rahe the hero kaise bane

Hum aapko aage bhi Aisi Aur post dete rahenge jo aapko ek achha Actor bana sakta hai. Agar aapko humari ye post " actor kaise bane - how to become an actor in hindi " acchi lagi hai toh apne friends ke saath share jarur kare !
Aur agar aapka koi sawaal hai toh comment kare humari Team aapke har sawaal ka Jawab dene ki Koshish Karegi...

Tags: aap pad rahe hai actor banne ka sapna, bollywood me entry kaise kare, acting kaise kare, acting tips in hindi language, model kaise bane, actor banne ke tips in hindi, actor banne ke liye tips, hero banne ke liye kya kare myhelplive par.

Source - Google Images

Humari Post Ko Padne Ke Liye Aapka Dhanyawaad...Keep Visiting !
Previous
Next Post »

7 comments

Click here for comments
Unknown
admin
December 9, 2016 at 9:05 PM ×

sir actor banne ke liya talent zaroori hai ya paisa

Reply
avatar
Vipin Kuma
admin
October 24, 2017 at 2:15 AM ×

Hi
बहुत अच्छी जानकारी मिली थैंक्यू धंयवाद

Reply
avatar
Ajay Kumar
admin
March 10, 2018 at 7:35 AM ×

नए एक्टर्स के लिए !

ये पुस्तक आपके लिये बहुत मददगार साबित होगी. ऑर्डर करने पर आपको कूरियर से घर के पते पर मिल जायेगी. पुस्तक हिन्दी में है. कीमत 249/- रूपये है . ऑर्डर करने के लिये लिंक नीचे दिया है - ये एक्टिंग सिखाने की किताब नहीं है , क्योंकि किताब पढ़कर एक्टिंग नहीं सीखी जा सकती. ये उन नए एक्टर्स के लिए है जिन्हें कोई दिशा नहीं मिल रही कि वो एक्टर बनने के लिए क्या करें. ये पुस्तक उन एक्टर्स के लिये है जो काम के नाम पर धोखाधड़ी का शिकार होते हैं। उन्हें धोखेबाज़ लोग, फ़िल्मों या सीरियल में काम दिलाने की बात कहकर लूट लेते हैं। ये पुस्तक उन ज़रूरी सावधानियों और सतर्कता के बारे में है, जिनकी जानकारी हर नए एक्टर को होनी चाहिए। ऐसे कई सवाल हैं जिनका उन्हें सामना करना पड़ता है और मुम्बई में उनके जवाब देने वाला कोई नहीं है। ये किताब उनके सवालों और परेशानियों का जवाब भी देगी और सही रास्ता भी दिखाएगी। पुस्तक के लिये नीचे दिये गए लिंक पर क्लिक करें -
http://amzn.to/2GdDo9Q

March 10, 2018 at 7:36 AM ×

March 10, 2018 at 7:37 AM ×

March 11, 2018 at 11:24 PM ×

https://actorbannahai.blogspot.com/2018/03/blog-post_21.html

Reply
avatar