iklan banner

Acting Me Career Kaise Banaye - Abhinay Me Career Banaye

Search For Acting Me Career Kaise Banaye Aur Abhinay Me Career Kaise Banaye Ya Acting Me Career Banane Ka Tarika Hindi Me.  Dosto aaj ka article aise logo ke liye hai jo acting ko apna career banana chahate hai aur actor banna chahate hai. Isliye agar aap bhi aisi ichha rakhate hai toh jarur pade humara hindi article how to start an acting career in hindi ya acting me career kaise banaye or abhinay me career kaise banaye ya bollywood actor actress kaise bane jarur jane how to make career in acting in hindi.
Acting Me Career Kaise Banaye - Abhinay Me Career Banaye
Dosto yahan mai iss article ko 2 parts mein btaunga. 1st part unn logon ke liye hoga jinke pass paise ki koi dikkat nahi hai aur woh acting ke liye achhe khase rupay invest kar sakte hai.
2nd part unn logon ke liye hai jinke pass financial problem yaani paiso ki dikkat hai.
Friends koi maane ya na maane lekin jab bhi koi insaan kuch bada karta hai tab yaa toh woh insaan bahut amir hota ya bahut garib. Middle class log aksar bikch mein he reh jate hai. Aisa nahi ki middle class ke log woh kaam nahi kar sakte jo amir aur garib log kar sakte hai lekin aksar middle class log middle mein he reh jaate hai.

Acting Me Career Kaise Banaye (Basic Jankari)

Jaisa ki aap jante hai aapko jis field mein jana hai uss field ke baare mein aapko jyada se jyada jankari honi chahiye kyoki bina uski jankari ke aap ko uss field mein apna career banane mein kaafi dikkat hogi. Isliye kuch basic baato ko yaad rakhe:
1. Thoda Bahut Paisa Jarur Ho.
2. Thodi Bahut Acting Aati Ho.
3. Film Industry or Actor Banne Se lekar Acting Tak Ki Achhi Jankari Ho.

#1. Paiso Ki Madad Se Film Industry Acting Me Career Kaise Banaye

Dosto woh kehate hai ki aaj ki duniya mein kewal paisa he sab kuch hai ye baat kaafi hadd tak sahi bhi hoti hai kyoki agar aapke pass paisa aur toh aap bahut kuch kar sakte ho.
acting school join kare aur poori jankari aapko wahi se mil jayegi.

#2. Bina Paiso Ke Film Industry Acting Me Career Kaise Banaye

Friends bina paiso ke aaj ke world mein aap kuch nahi kar sakte ho lekin haan agar aapke pass thoda bahut paisa hai toh aap apna sapna pura jarur kar sakte ho.

Acting Me Interest Hona Chahiye:

Main cheej yahi hai ki aapka acting karne mein interest ho. Agar aapka actor banne ka mann ho aur aapko acting karna achha lagta ho tabhi acting ko apna career banane ki soche. Kyoki agar aapke andar pehle se talent hai aur aapka mann bhi hai toh aap jaldi sucessful honge.
Agar aapko intesrest hai toh jaahir si baat hai ki aapko thoid bahut acting karni jarur aati hogi.

Acting Sikhe - Institute Ya Achool Join Kare:

Aapke pass agar paisa hai toh apne paise ka fayda uthaye aur 10th ya 12th karne ke baad Kisi Acting School , Acting Institute and Acting University se Acting Ka Diploma (1-3 Years Ka) , Graduate in Acting & Master in Acting ka Course kar sakte hai.

Agar aapke paise ki problem hai toh aap government school ke liye bhi apply kar sakte hai lekin dhyaan dene wali baat ye hai ki government school ya institute mein aksar Entrance Exam Qualify karna hota hai. Yahan maine kuch India Ke Top Government And Private Acting Institute Ki List daali hai aap niche Click karke pata kar sakte hai.


Internet Se Bhi Acting Sikh Sakte Hai

Aaj kal internet se bahut kuch sambhav hai isliye aap internet ki madad se acting mein apni best performance de sakte bina acting school join kiye. Mai aapko yahan YouTube ke baare mein btana chahunga youtube world ki sabse badi video site hai bilkul google ki tarah yahan aapko bahut kuch milega woh bhi ek video mein bas aapko www.youtube.com par jana hoga aur Search Baar mein "cine stars ki khoj auditions , india's best dramebaaz auditions , acting lessons for beginners in hindi , acting classes in hindi" jaise word daal kar search kare aur videos ko baar baar dekhe.

Aap inn videos ko completly follow kar sakte hai aur jab aap apna khud ka banaya hua koi scene/shot decide kar le tab aap use baar-baar practice kare.

Apna Best Perform Dene Ke Liye Mirror Aur Mobile Ka Use Kare

Mirro: Agar aapko apni performance kisi dusare ke samne dene mein nervous feel hota hai toh aap Mirror ke samne khud ko Acting Karte Huye Present Kare.

Mobile: Aap apni Acting Ka Video Record karke apni family aur friends ko dikh sakte hai. Isse aapki acting apna aap improve hoti chali jayegi. Aur aap ek Best Performance de payenge.

Audtion Dekar Film Industry Acting Me Apna Career Banaye

Acting Reality Show Me Audition De: Friends aapko batana chahunga ki ye ek best tarika hai film industry mein entry lene ka. TV Channels par aksar kuch Acting/Drama Ke Reality ShowsAate hai jisme Aam Aadmi Audition dete hai. Aise Shows ke audition City wize hote hai. India Ki Top Cities (Delhi, Mumbai, Chennai, Kolkata, Banglore, Lucknow, Chandigarh, Patna, Pune, Indore, Bhopal etc.) mein aise shows ke live audtion hote hai aur logon ki safalta ka gate yahi se open ho jata hai.

Ye kuch India ke Top Reality Acting Drama Shows hai:
India's Best Cinestars Ki Khoj (For Adult)
India's Best Dramebaaz (For Kids)
India's Got Talent (For All) 
Big Boss etc.

Aap inn shows mein Auditions dekar apni life bana sakte hai kyoki agar aap winner nahi bhi bante hai phir bhi aapko koi tv serial ya film ka offer mil he jayega bas aapki acting mein dum ho.
Inke Aaudtion Dates aur ye shows kab starts hote hai inke baare mein aapko tv channels par jankari mil jayegi. Internet apr bhi inki poori jankari mil jayegi.

TV Drama Shows: Kabhi kabhi kuch channels ke serials ke producers Cast Team ko Public se select karte hai aur audition ki date and place ki details sidhe channels par show hoti hai. Aise shows ki audition bhi aapka acting mein career bana sakti hai.

Newspaper Ads: Newspaper mein daily aisi jankari aur ads aate hai ki "Film ke liye audtion de, Actor bane Abhi" ye ads kaafi hadd tak fake hote hai lekin inme se kuch official bhi hote hai. Mai aapko btana chahunga ki poori jankari ke baad he aise ads ko sahi maane aur tab jakar registration fees deakr audition de.

Note: Koi bhi director aapke ghar nahi aayega ki chalo aapka selection ho gaya hai film mein...? Isliye achha hoga ki aap he ghar se bahar jakar official Serials, Reality Shows and Film ke liye audition dete rahe.

Warning: Fake Aur Nakli Production House & Logon Se Bache

Aksar aapne dekha hoge ki film industry ke naam par thagi hoti rehati hai. Isliye jyada tar channels apne serials ke auditions ke liye ek advisary jaari karte hai jisme likha hota hai ki humare show mein registration fees ya audition fees nahi lagti hai aur audition/registration fess Free hai.
Kuch shows ki registration fees 0 hoti hai ya phir 100-1000 ke bich isse jyada nahi. agar koi isse jyada maangata hai toh samajhiye ki woh aapse paise thag raha hai aur uska production house ya studio nakli hai.
Ho sakta 1000+ rupay se jyada ho lekin jab tak aap fees ke baare mein jaan na le tab tak paise na de.

Mauka Na Jane De - Mauke Baar Baar Nahi Aate Hain

Aksar dekha jata hai ki jab koi vanda ya vandi aise reality shows mein select ho jata hai tab woh ye show jeete ya na jeete phir bhi unko kisi na kisi serial ya film mein mauka mil jata. Isliye agar aapko aisa mauka mile toh ise bekar na jane de kyoki aise mauke baar baar nahi milte.

Aapko starting mein koi tv shows mein side role bhi mil jaaaye toh aap usko reject na kare kyoki jab aap side role karenge tab jakar aapko main role milega aur agar aapka serial hit raha toh kya pata aapko kisi film mein role mil jaye.
Iss Tarah aap apna Career Acting Me Bana Sakte Hai.

Friends Aapko Ye Article Acting Me Career Kaise Banaye Aur Abhinay Me Career Banaye Kaisa Laga. Comment Karke Hume Jarur Bataye.

Previous
Next Post »