iklan banner

Facebook Page Ko Blog Me Kaise Add Kare

Dosto aaj ye humari Facebook series ki 3rd yaani last post hai. Main yahi post hai jiske liye mene apni pichali 2 basic post likhi. Aisa bilkul bhi nahi ki mai facebook ki aage aur koi post nahi likhunga. Darashal mene ye ek series banayi thi jo blog me facebook page lagane tak ki thi.
Aap pad rahe hai ki facebook page kaise lagaye blog me.
Mai aage bhi Facebook se Related post likhata rahunga.

Facebook Page Blog Me Kaise Lagaye

Friends ye ke best tarika hai apne facebook page par likes badane ka. Kitna achha hoga agar aapka facebook page aapke blog me add ho jaaye. 
Toh chaliye aaj hum aapko batate hai ki blog e facebook page kaise add kare.

Facebook Page Like Box Ke Fayde

Dosto isse sabse bada fayda yahi hai ki log direct aapke blog se aapke facebook page ko like kar sakte hai.
Aur jab koi aapke page ko follow karega toh isse use aapke blog ki new updates milti rahengi.

Facebook Page Blog Me Kaise Add Kare ya Lagaye

Sabse pehle aapke pass ek facebook account hona chahiye aur uss account mein aapke dwaara banaya gaya ek page bhi. Agar aapke pass ye dono nahi hai toh aap meri pichali dono post facebook id account kaise banaye aur facebook page kaise banaye ko pade aur apna page banaye.

Ab aapko apne blog mein jana hoga iske liye
Aap Blogger.com par jaaye.
Usme apna account log in kare.

Ab apne blog ke Dashboard mein jaaye aur Layout par click kare.

Add a Gadget Par Click Kare


  • 1. Layout par click kare.
  • 2. Add a Gadget par click kare.

HTML Javascript Add Kare

Ab ek pop up window open hogi usme HTML/JavaScript add kare.


Dashboard >> Layout >> Add a Gadget >> HTML/JavaScript 

Ab phir ek nayi pop up window khulegi usme niche diye gaye 2 Style Code mein se koi ek Copy karke Paste kar de.

Style 1:-

Facebook Page Style 1

<center>
<iframe style="border: none; overflow: hidden; height: 150px;"
src="//www.facebook.com/plugins/likebox.php?
href=https%3A%2F%2Fwww.facebook.com%2FTechGuruUpdate&
amp;width&amp;height=180&amp;colorscheme=light&amp;show_faces=true&amp;
header=false&amp;stream=false&amp;
show_border=false&amp;appId=299013060234545" width="400" height="500"
frameborder="0" scrolling="no"></iframe>
</center>


Style 2:-

Facebook Page Style 2

<center>
<iframe src="//www.facebook.com/plugins/likebox.php?
href=http%3A%2F%2Fwww.facebook.com%2FTechGuruUpdate&
amp;width=292&amp;height=258&amp;show_faces=true&amp;
colorscheme=light&amp;stream=false&amp;border_color&amp;
header=false&amp;
appId=460190084035200" scrolling="no" frameborder="0" style="border:none;
overflow:hidden;
width:292px; height:258px;" allowtransparency="true">
</iframe>
</center>


Dosto Ab ye code aap paste kar de.
Note:- Dhyaan de jahan par mere page ka username TechGuruUpdate likha hua hai code mein wahan par apne Page ka Username daale.

Agar aapko apne page ka username nahi pata hai toh browser mein apna facebook page khole.
Ab address bar mein kuch iss tarah ka url hoga-

"http://www.facebook.com/1234567"
ya
"http://www.facebook.com/aapkapage"

bas last mein jo likha hai (1234567, aapkapage) wahi aapke page ka username hai use copy karke popup window mein TechGuruUpdate ki jagah paste kar de.

Code Ko Paste Karke Save Kare

  • 1. Title mein aap kuch bhi likh sakte ho jaise mene image mein likha hai.
  • Username change kar de.
  • 2. Save kar de.


Ab aapke visitors aasani se apke page ko like kar sakte hai.
Dekha kitana aasan hai facebook page ko blog me add karna.

MyHelpLive Tips: Dosto  apne facebook page ki profile aur cover pic aisi lagaye jisse aapka facebook page achha lage. Aap yahan apne blog website ka logo bhi laga sakte hai. 

Aapko aage bataunga ki username kaise change ya set karte hai. Kyoki agar aapne apne page ka username/url set nahi kiya hai toh aapke visitor ko aapka page search karne pareshani aayegi.

Humari ye post aapko kaise lagi hume comment karke jarur bataye.

Humari Post Ko Padne Ke Liye Aapka Dhanyawaad!
Previous
Next Post »

4 comments

Click here for comments
Unknown
admin
May 10, 2016 at 3:00 AM ×

Bahut hi kaam ki jaankari di apne Rishab Bhai. apni Blog par traffic bdhane ke liye facebook bahut hi important hai. thanx for sharing this beautiful post

Reply
avatar
May 10, 2016 at 7:47 AM ×

BAHUT ACHHY JANKARYOR NICE BLOG BRO

Reply
avatar
Unknown
admin
May 10, 2016 at 8:00 AM ×

@Pradeep Dhanyawaad Bhai bs aap logon ke prem aur aashirwaad ki wajah se he mai blogging mein dhyaan de paa raha hu...

Reply
avatar
Unknown
admin
May 10, 2016 at 8:02 AM ×

@Parvez Thank u bhai bas aap log meri daily post padte rahiye mai aisi he jankari share karta rahunga jo aapke liye fayde daar ho...

Reply
avatar